Saturday 9 August 2008

Wikipedia answers bollywood!!!!

I love this song "Socha Hai" from Rock On. I am a big Wikipedia fan as well. So here are the answers to all of Farhan's questions:

Aasma hai neela kyun
Paani geela geela kyun
Gol kyun hai zamee
Silk mein hai narmi kyun
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi

Ped ho gaye kam kyun
Teen hain ye mausam kyun
Chaand do kyun nahi
Duniya mein hai jung kyun
Behta laal rang kyun
Sarhaden hain kyun har kahin

Socha hai… ye tumne kya kabhi
Socha hai… ki hain ye kya sabhi
Socha hai… socha nahi to socho abhi...

Behti kyun hai har nadi
Hoti kya hai roshni
Barf girti hai kyun
Dost kyun hain roothte
Taare kyun hain toot-te
Baadlon mein bijli hai kyun

Socha hai… ye tumne kya kabhi
Socha hai… ki hain ye kya sabhi
Socha hai… socha nahi to socho abhi...

Sannata sunai nahi deta
Aur hawayen dikhayi nahi deti
Socha hai kya kabhi
Hota hai ye kyun…………

Aasma hai neela kyun
Paani geela geela kyun
Gol kyun hai zamee
Silk mein hai narmi kyun
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahi

Ped ho gaye kam kyun
Teen hain ye mausam kyun
Chaand do kyun nahi
Duniya mein hai jung kyun
Behta laal rang kyun
Sarhaden hain kyun har kahin

Socha hai… ye tumne kya kabhi
Socha hai… ki hain ye kya sabhi
Socha hai… socha nahi to socho abhi...

Socha hai… ye tumne kya kabhi
Socha hai… ki hain ye kya sabhi
Socha hai… socha nahi to socho abhi……


I believe I can come up with incredible ways to waste my time!!!

1 comment:

Mandar Kulkarni said...

lol...awesome effort!!! :D 10 on 10 !!!!